Unedited scribblings from the journals of mysterious me.
Keep reading but dont forget to keep listening to your inside!
Sunday, January 14, 2007
Jaage hain deer tak
jaage hain deer tak hamen kuch deer sone do thodi se raat aur hai subah to hone do aadhe adhure khwaab jo pure na ho sake ek baar phir se neend mein woh khwaab bone do
Raat hogi to chand bhi dikhai dega, khabho me tumhe vo chehra bhi dikhai dega; ye mohabat hai jara soch ke krna, kyonki ik AANSU bhi gira to sunai dega.
3 comments:
Mehfuz rakhon sitaron ko aankhon mein apne,bahut dur tak raat hi raat hogi,musafir hai hum bhi musafir ho tum bhi,kabhi na kabhi toh mulakat hogi.
Raat hogi to chand bhi dikhai dega,
khabho me tumhe vo chehra bhi dikhai dega;
ye mohabat hai jara soch ke krna,
kyonki ik AANSU bhi gira to sunai dega.
Pyar hai ya sazaa, Aye mere dil bata,
Toot ta kyon nahi, Dard ka silsila,
Iss pyar mein ho kaise kaise imtihan,
Yeh pyar likhe kaisi dastan,
Post a Comment