Sunday, January 14, 2007

Jaage hain deer tak

jaage hain deer tak
hamen kuch deer sone do
thodi se raat aur hai
subah to hone do
aadhe adhure khwaab jo
pure na ho sake
ek baar phir se neend mein
woh khwaab bone do





3 comments:

Abha said...

Mehfuz rakhon sitaron ko aankhon mein apne,bahut dur tak raat hi raat hogi,musafir hai hum bhi musafir ho tum bhi,kabhi na kabhi toh mulakat hogi.

Dhandal said...

Raat hogi to chand bhi dikhai dega,
khabho me tumhe vo chehra bhi dikhai dega;
ye mohabat hai jara soch ke krna,
kyonki ik AANSU bhi gira to sunai dega.

pooja said...

Pyar hai ya sazaa, Aye mere dil bata,
Toot ta kyon nahi, Dard ka silsila,
Iss pyar mein ho kaise kaise imtihan,
Yeh pyar likhe kaisi dastan,